Jai Baba Barfani Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Jai Baba Barfani Song Lyrics is a track from Hansraj Raghuwanshi Hindi Album-2026, Starring Hansraj Raghuwanshi. This song was sung by Hansraj Raghuwanshi. Music was composed by Hansraj Raghuwanshi and lyrics work penned by Hansraj Raghuwanshi.

 

 

 

Male : Om tryambakam yajamahe
Sugandhim pushti-vardhanam
Urvarukamiva bandhanan
Mrityormukshiya mamritat

 

Male : Jai baba barfani
Jai baba barfani
Jai ho jai ho barfani
Jai baba barfani

 

Male : Bhookhe ko tu ann hai deta
Bhookhe ko tu ann hai deta
Deta pyase ko pani

 

Male : Jai baba barfani
Jai baba barfani
Jai ho jai baba barfani
Jai baba barfani

 

Male : Jai amarnath shiv shankar
Tripurari teri jai jai jai
Jai amarnath shiv shankar
Tripurari teri jai jai jai
Jai amarnath shiv shankar
Tripurari teri jai jai jai

 

Male : Om shiva om shiva

 

Male : Devon ke ho dev tum
Mahadev ho mere shankara
Kalon ke ho kaal
Mahakaal ho mere shankara
Nathon ke ho nath
Deenanath hamare shankara

 

Male : Jagan mein jinke maa ganga
Gal mein vishwabhunga
Sheesh pe hai jinke chanda
Sang mein maa jagdamba

 

Male : Darsh kara do amarnath ji
Aaye tere hum hai dwar
Darsh kara do amarnath ji
Aaye tere hum hai dwar

 

Male : Jai baba barfani
Jai baba barfani
Jai ho jai baba barfani
Jai baba barfani

 

Male : Bhookhe ko tu ann hai deta
Bhookhe ko tu ann hai deta
Deta pyase ko pani

 

Male : Jai amarnath shiv shankar
Tripurari teri jai jai jai
Jai amarnath shiv shankar
Tripurari teri jai jai jai
Jai amarnath shiv shankar
Tripurari teri jai jai jai

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Hansraj Raghuwanshi Album Songs