Haiya Hoo Kya Masti Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Haiya Hoo Kya Masti Song Lyrics is a track from Albela Hindi Film – 2001, Starring Jackie Shroff, Govinda, Aishwarya Rai, Namrata Shirodkar, Saeed Jaffrey and Others. This song was sung Alka Yagnik, Kumar Sanu and Udit Narayan. Music was composed by Jatin – Latit and lyrics work penned by Sameer.
Chorus : Haiyya hu Haiyya hu Haiyya hu Haiyya hu
Male : Haiyya hu kya masti kya jaadu
Main aur tu kya masti kya jaadu
Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti kya jaadu
Main aur tu kya masti kya jaadu
Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti
Kya jaadu kya jaadu
Aap ki saari baatein ajab si hai
Bhoori bhoori aankhen gazab ki hai
Male : Aap ke jaisa chehraa yahan kahan
Gesu haseen suneheraa yahan kahan
Female : Tu albela mast akela
Tere jaisa koi hai
Kahin naa kahin naa
Male : Haan haiyya hu
Kya masti kya jaadu
Main aur tu kya
Masti kya jaadu
Female : Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti
Kya jaadu kya jaadu
Male : Kya hai mera fasaana suno suno
Toota hai dil deewana suno suno
Main yeh baat bataaoon kisse bhalaa
Dard e jigar dikhaaoon kisse bhalaa
Female : In zakhmon ko un lamhon ko
Yaad karenge hum to
Ab kabhi naa kabhi naa
Male : Hey haiyya hu kya masti kya jaadu
Main aur tu kya masti kya jaadu
Male : Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein
Female : Haiyya hu kya masti
Kya jaadu kya jaadu
Male : Hey hey hey hey oh ho ho ho
Female : Main hoon teri deewani mere sanam
Tu hai meri kahaani mere sanam
Maine tujhe hi socha teri kasam
Maine tujhe hi chaaha teri kasam
Male :Dil mein mere armaan tere
Tere jaisa naa hoga
Kahin naa kahin naa
Haiyya hu kya masti kya jaadu
Female : Main aur tu kya masti kya jaadu
Male : Roz kahan hoti hai
Dilbar aisi mulaqate
Aankhon aankhon mein
Karle aao dil ki baatein Female : haiyya hu
Male : Kya masti kya jaadu Female : main aur tu
Male : Kya masti kya jaadu kya jaadu