Dil To Pagal Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dil To Pagal Hai Song Lyrics is a track from Dil To Pagal Hai Hindi Film – 1997, Starring Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar and Others. This song was sung Lata Mangeshkar and Udit Narayan. Music was composed by Uttam Singh and lyrics work penned by Anand Bakshi.
Chorus : Trurututu tururuttutururu
Trurututu tururuttutururu..
Male : Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Male : Pehli pehli baar milaata hai yehi
Seene mein phir aag lagaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi.. yehi rulaata hai
Male : Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Female : Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Sachche jhoothe khwaab dikhaata hai yehi
Hansata hai yehi.. yehi rulaata hai
Female : Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Female : Lallalala.. lalala..
Lallalala.. la la la..la
Male : Is dil ki baaton mein jo aate hain
Wo bhi deewane ho jaate hain
Manzil to raahi dhoondh lete hain..
Raste magar kho jaate hain
Male : Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Female : Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Female : Soorat se main na pehchaanoongi
Naam se bhi na usko jaanoongi
Dekhoongi kuchh na main sochoongi
Dil jo kahega wahi manoongi
Male : Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Female : Haaye paagal hai
Haan deewana hai
Female : Hunmm.. ha..ha ha..
Hunm.. oh oh ho
Female : Dil ka kehna
Hum sab maanein
Dil na kisi ki maane..
Jaan di humne
Jaan gaye sab
Ek wo hi na jaane
Female : Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal.. hai
Dil deewana.. hai
Male : Rehne do chhodo ye kahaniyan
Deewanepan ki sab nishaaniyan
Logon ki saari pareshaaniyaan
Is dil ki hai ye meherbaniyan
Male : Ho dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Female : Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Male : Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi yehi rulaata hai
Female : Dil to paagal hai
Male : Dil deewana hai
Female : Dil to paagal hai
Male : Dil deewana hai
Chorus : Tururur.. tururur..
Tururur.. tururur..