Character Dheela Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Character Dheela Song Lyrics is a track from Ready Hindi Film – 2011, Starring Salman Khan and Asin. This song was sung by Amrita Kak and Neeraj Shridhar. Music was composed by Pritam Chakraborty and lyrics work penned by Amitabh Bhattacharya.

 

 

 

Male : Kudiyon ka nasha pyare
Nasha sab se nasheela hai
Jise dekho yahaan woh
Husn ki baarish me geela hai

 

Male : Ishak ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho  main karoon toh
Saala character dheela hai

 

 

Female : Ladko ka nasha pyare
Nasha sab se nasheela hai
Jise dekho yahaan woh
Husn ki baarish me geela hai
Ishak ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai

 

Male & Female : Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho  main karoon toh
Saala character dheela hai

 

Male : Like it like it…

 

Female : Hai simple sa yeh formula
Hai love ka funda khokhala
Mujhe bas pyaas tu hi de
Cool cool cool rehta hai

 

Male : Kisi ka haath tham ke
Hridaya kyun baad naam ke
I love you forever koi
Fool fool fool kehta hai

 

 

Male : Isse pene se hai matlab
Jo yuwan santarila hai
Farak padta hai
Kya baahon mein
Munni hai ya sheela hai

 

Male : Ishak ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho main karoon toh saala
Character dheela hai

 

Male : Yeh charcha faceboook pe hai
Maza bas ek look pe hai
Haseen cheehre ka kaun
De dar dar dar dar karta hai

 

Female : Jo dil ka photoframe ho
Wahan photo bhi same ho
Calendar ki tarah use
Roj roj roj roj change karta hai

 

 

Male : Kamar patli ho jitni bhi
Maza utna naseela hai
Chalega jo bhi hai
Aankhon ka rang
Kaala ya neela hai’

 

 

Male : Ishak ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Ho main karoon toh saala
Character dheela hai

 

Male : Kudiyon ka nasha pyare
Nasha sab se nashila hai
Jise dekho yahaan woh
Husn ki baarish me geela hai

 

Female : Ishak ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai

 

Male & Female : Main karoon toh saala
Character dheela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai

 

Male & Female : Ho main karoon toh saala
Character dheela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai
Main karoon toh saala
Character dheela hai.

 

 

Song Details

Official Video

Share this song: