LYRIC

Singer : Jubin Nautiyal

Music by : Manan Bhardwaj and Rahim Shah

Lyrics by : Manan Bhardwaj and Rahim Shah

Male : Kyon bin bataye yeh anshu hain aaye
Chehare par phir bhi dekho mere haseen hain
Puchani ha kitni baatein
Kahan kahan gujari hain raatein
Tere baare mein mujhko khabar yeh mili hain

Male : Suna hain maine bewafa tu
Bahut hi khush hain
Kisi gair ke makaan mein
Bahut hi khush hain
Kisi gair ke makaan mein

Male : Suna hain maine bewafa tu
Mujhe deta hain
Badduaayein duaa mein
Mujhe deta hain
Badduaayein tu duaa mein…

Male : Kaise kiya hain mujhe bhi bata
Kaise bana tu yu bewafa
Kuch to jawaab de tu bhi mujhe
Kab tak dhoondhu main yun hi tujhe
Kis dar ja ke kis khuda se
Kaise mangu bata de tujhe

Male : Suna hain maine bewafa tu
Meri barbadiyon ka
Jashn manata hain
Meri barbadiyon ka
Jashn manata hain…

Male : Suna hain maine bewafa tu
Meri tasveer akele
Mein jalata hain
Meri tasveer akele
Mein jalata hain

Male : Lagta tha mujhe mein hi hain kuch kami
Jo ishq kiya mujhe mil na saka
Meri hi aankhon mein hain kuch nami
Jo ishq tera mujhe dikh na saka

Male : Mujhe kya pata tha tu hi hain bewafa
Chehra yoon tera mujhe dikhe na saka
Sochata rahata hoon kya thi khata
Tu mil gaya jo mujhe tu mil gaya

Male : Suna hai maine bewafa tu
Mere marne ka
Intzaar kar raha hain
Mere marne ka
Intzaar kar raha hain…

Male : Suna hain maine bewafa tu
Mere hisse ka usko
Pyaar kar raha hain
Mere hisse ka usko
Pyaar kar raha hain…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT