Bandhu 2.0 Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Bandhu 2.0 Song Lyrics is a track from Cocktail 2 Hindi Film-2026, Starring Shahid Kapoor, Rashmika Mandanna, Kriti Sanon and Others. This song was sung by Kavita Seth and Neeraj Shridhar. Music was composed by Pritam Chakraborty and lyrics work penned by Irshad Kamil.
Humming : Ho oo ooo hoo ooo hoo ooo
Female : Yaara tere sadke ishq sikha
Main toh aayi jag taj ke ishq sikha
Main toh yaara tere sadke ishq sikha
Main toh aayi jag taj ke ishq sikha
Female : Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah is duniya ki
Jag mujhpe lagaaye paabandi
Main hoon hi nahi is duniya ki
Chorus : Tumhi din chadhe tumhi din dhale
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Chorus : Tumhi din chadhe tumhi din dhale
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Chorus : Every time every minute all the day
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Chorus : Tumhi din chadhe tumhi din dhale
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Humming : Ho oo ooo hoo ooo hoo ooo
Chorus : Tumhi din chadhe tumhi din dhale
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Female : Dil ki takhti par hoon likhti
Ishka ishka
Jag kya jaane dil ko mere
Ishka kiska
Female : Dil ki takhti par hoon likhti
Ishka ishka
Jag kya jaane dil ko mere
Ishka kiska
Female : Lag yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwah is duniya ki
Tu jeet meri jag haar meri
Main hoon hi nahi is duniya ki
Chorus : Tumhi din chadhe tumhi din dhale
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Chorus : Tumhi din chadhe tumhi din dhale
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Male : Nahi hosh tu mujhe tham le
Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Chorus : Tumhi din chadhe tumhi din dhale
Male : Tumhi ho bandhu sakha tumhi
Music : ………..
Humming : Ho oo ooo hoo ooo hoo ooo
Hindi lyrics are not available for this song yet.