LYRIC

Singer : Shivansh Jindal

Music by : Shivansh Jindal

Lyrics by : Shivansh Jindal

Male : Aankhein tumhi pe hai tiki
Aake yun ruk si gayi
Khaamakhaa chalne lagi
Saansein teri oar

Male : Shaam ye sajaayi hai teri
Shaan mein ye rubaayi
Likh di hai dil ne mere
Dil kare shor

Male : Dheere se sehlaaun tere baalon ko
Choo ke yun mai nikal jaun gaalon ko
Yeh zindagi kari tere hawaale
Aankhein…. aankhein
Aankhein aankhein tumpe tiki

Male : Humming ….
Aankhein aankhein tumpe tiki

Male : Sunn le behaal dil ki tu zubaan
Jaane buss bolna ye tera naam

Male : Dekh le ek nazar tu door se
Maano ho jaaye haasil
Sab mukaan…

Male : Khoya rahun mai teri
Yaadon ke khwaabon mein
Chaahat ko apni sajaa lun
Kitaabo mein

Male : Yeh zindagi kari
Tere hawaale
Aankhein… aankhein
Aankhein aankhein tumpe tiki…

Male : Humming ….
Aankhein aankhein tumpe tiki


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT