LYRIC

Music By : Ehsaan Noorani, Loy Mendonca, Shankar Mahadevan

Singers : Alisha Chinoy, Mahalakshmi Iyer, Sonu Nigam

Female : Sham hai jam hai
Aur hai nasha
Tan bhi hai mann
Bhi hai pighla huwa
Chhayi hai ranginiya
Phir bhi hai betabiya
Kyun dhadakta hai dil
Kyun yeh kehta hai dil
Deewano ko abb tak
Nahi hai yeh pata
Female Chorus : Aaj ki raat khona hai
Kya pana hai kya khona hai kya
Aaj ki raat khona hai
Kya pana hai kya khona hai kya

Female : Do ghadi me yaha janey kya hoga
Jo hamesha tha mera dil mera hoga
Kaun kiske dil me hai faisala hoga
Faisala hai yahi jit hogi meri
Deewano abb tak nahi hai yeh pata
Male : Aaj ki raat khona hai kya
Pana hai kya khona hai kya
Male & Female : Aaj ki raat khona hai kya
Pana hai kya khona hai kya

Male : Aao mai tumse kahu
Bat chupke sey
Rang badlegi pal me
Raat chupke sey
Tumko le jaunga phir
Sath chhupke sey
Female : Jaoge tum kaha
Dekho mai hu yaha
Deewano abb tak
Nahi hai yeh pata
Male & Female : Aaj ki raat khona hai kya
Pana hai kya khona hai kya
Aaj ki raat khona hai kya
Pana hai kya khona hai kya.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT