Arey Yeh Kya Huwa Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Arey Yeh Kya Huwa Song Lyrics is a track from Dil To Pagal Hai Hindi Film – 1997, Starring Shah Rukh Khan, Madhuri Dixit, Karisma Kapoor, Akshay Kumar and Others. This song was sung Lata Mangeshkar and Udit Narayan. Music was composed by Uttam Singh and lyrics work penned by Anand Bakshi.

 

 

Chorus : Ahahahaha rurururururu
Ahahahahaha rurururu
Lalalalal lalalala…..

 

Female : Are re are yeh kya hua
Maine na yeh jaana
Are re are ban jaaye na
Kahin koi afsaana

 

Male : Are re are kuch ho gaya
Koi na pehchana
Are re are banta hai toh
Ban jaaye afsana

 

Chorus : Ahahaha
Rurururururu
Ahahahahaha
Rurururururur

 

Female : Hmmm…
Male : Haath mera thaam lo
Saath jab tak ho
Baat kuch hoti rahe
Baat jab tak ho
Saamne baithe raho tum
Raat jab tak ho….

 

Female : Are re are yeh kya hua
Maine na yeh jaana

 

Female : Aaaa….aaaa….
Female : Naam kya de kya kahe
Dil ke mausam ko
Aag jaise lag gayi
Aaj shabnam ko
Aisa lagta hai kisi ne
Chhuliya humko

 

Chorus : Are re are yeh kya hua
Female : Maine na yeh jaana
Chorus : Are re are ban jaaye na
Female : Kahin koi afsaana

 

Chorus : Are re are kuch ho gaya
Male : Koi na pehchana
Chorus : Are re are banta hai toh
Male : Ban jaaye afsana

 

Female : Aaa….aaa….
Female : Tum chale jaao zara
Hum sambhal jaaye
Dhadkane dil ki kahin
Na machal jaaye
Waqt se aage kahin na
Hum nikal jaaye

 

Male : Are re are kya hua
Koi na pehchana

 

Female : Hmm …mmm
Male : Hum mein tum mein kuch to hai
Kuch nahin hai kya
Aur kuch ho jaaye toh
Kuch yakin hai kya
Dekh lo yeh dil jahaan tha
Yeh wahin hai kya

 

Chorus : Are re are yeh kya hua
Male : Maine na yeh jaana
Chorus : Are re are ban jaaye na
Male : Kahin koi afsaana

 

Chorus : Are re are kuch ho gaya
Female : Koi na pehchana
Chorus : Are re are banta hai to
Female : Ban jaaye afsana

 

All : Lalalala lalalalala
Lalalala lalalalala

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Dil To Pagal Hai