Agar Dil Kahe Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Agar Dil Kahe Song Lyrics is a track from Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya Hindi Film – 2004, Starring Rakesh Bapat, Richa Pallod and Others. This song was sung Shreya Ghoshal and Sonu Nigam. Music was composed by Nikhil – Vinay and lyrics work penned by Sameer.

 

Female : Dil dil dil dil
Dil dil dil
Agar dil kahe ke
Mujhe tumase mohabbat hai
Agar dil kahe ke
Mujhe tumase mohabbat hai

 

Female : Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge

 

Male : Inhi waadiyon mein
Sanam jhum lunga
Main baahon mein bhar ke
Yeh dil chum lunga
Main baahon mein bhar ke
Yeh dil chum lunga

 

Female : Agar dil kahe ke
Mujhe tumase shikaayat hai
Agar dil kahe ke
Mujhe tumase shikaayat hai
Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge

 

Female : Agar dil kahe ke
Mujhe tumase shikaayat hai

 

Female : Meri dadkano ki
Rawaani hai tumase
Meri har khushi har
Kahaani hai tumase
Meri har khushi
Har kahaani hai tumase

 

Male : Agar dil kahe ke
Tum meri jarurat ho
Agar dil kahe ke
Tum meri jarurat ho
Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge

 

Male : Agar dil kahe ke
Tum meri jarurat ho

 

Female : Na ik pal kabhi bhi
Judaayi sahungi
Hamesha tumhaare hi
Dil mein rahungi
Hamesha tumhaare hi
Dil mein rahungi

 

Male : Agar di kahe ke
Tumhe paane hi chaahat hai
Agar di kahe ke
Tumhe paane hi chaahat hai

 

Male : Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge
Toh tum kya karoge

 

Female : Agar dil kahe ke
Mujhe tumase mohabbat hai
Agar dil kahe ke
Mujhe tumase mohabbat hai

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya