Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kaun Hai Jo Sapano Mein Aaya Song Lyrics is a track from Kaun Hai Jo Sapno Mein Aaya Hindi Film – 2004, Starring Rakesh Bapat, Richa Pallod and Others. This song was sung Anuradha Paudwal and Udit Narayan. Music was composed by Nikhil – Vinay and lyrics work penned by Sameer.
Male : Jahaan maine dekha
Usiko hi paaya
Yeh kya dard e dil mere
Dil mein jagaaya
Subah shaam mere
Khayaalon pe chhaaya
Male : Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Female : Jahaan maine dekha
Usiko hi paaya
Yeh kya dard e dil mere
Dil mein jagaaya
Subah shaam mere
Khayaalon pe chhaaya
Female : Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Male : {Woh sabse haseen hai
Woh sabse juda hai
Yeh aashiq deewaana
Usipe fida hai} (2)
Male : Kisi din laaunga
Use rubaru main
Mohabbat ka kissa
Karunga shuru main
Male : Mujhe chhupake usane
Bahot hai sataaya
Yeh kya dard e dil mere
Dil mein jagaaya
Subah shaam mere
Khayaalon pe chhaaya
Male : Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya
Female : {Woh raaton ki nindein
Udaane laga hai
Mere khaayishon ko
Jagaane laga hai} (2)
Female : Adaao ke nakhare
Dikhaaungi usako
Main had se jyaada
Sataaungi usako
Female : Meri dhadkano
Wahi hai samaaya
Yeh kya dard e dil mere
Dil mein jagaaya
Subah shaam mere
Khayaalon pe chhaaya
Male : Jahaan maine dekha
Usiko hi paaya
Female : Yeh kya dard e dil mere
Dil mein jagaaya
Male : Subah shaam mere
Khayaalon pe chhaaya
Female : Kaun hai jo sapano mein aaya
Male : Kaun hai jo sapano mein aaya
Both : Kaun hai jo sapano mein aaya
Kaun hai jo sapano mein aaya..