Armaan Dil Ke Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Armaan Dil Ke Song Lyrics is a track from Inteqam: The Perfect Game Hindi Film – 2004, Starring Manoj Bajpayee, Isha Koppikar, Nethra Raghuraman, Sushmita Mukherjee, Sharat Saxena and Others. This song was sung Sapna Mukherjee. Music was composed by Anand–Milind and lyrics work penned by Jalees Sherwani and Rashid Khan.

 

Female : Laa laala laa laala
Laa laala laa laa..
Laa laala laa laala
Laa laala laa laa..

 

Female : Armaan dil ke
Machalne lage hain..
Jazbaat mere
Seesak ne lage hain..

 

Female : Ab kyaa kare is
Jawaani ka dilbar..
Mujboor hain pyaar
Karne lage hain..

 

Female : Shole badan ke
Bhadkaahi doge
Ab tuhi shole bujhaa..

 

Female : Haa.. haa.. haa
Haa.. haa.. haa..

 

Female : Na na na na na
Mujhe chhod na jaana
Pyaar mein karde mujhe
Apna deewana

 

Female : Humm bahon mein leke
Mujhe ang lagale
Chalane na dungi
Tera koi bahana

 

Female : Dhaskan ke ghungharu
Kehane lage hai
Mujhko na itana sattaa..

 

Female : Haa.. haa.. haa
Haa.. haa.. haa..

 

Female : La la laa..
Hmm hmm hmm hmm hmm..

 

Female : Nash nash mein dekho
Aisi aag bhadi hai
Paani mein dekho koi
Aag lagi hain

 

Female : Haan saawan mein jaise koi
Papiha pukaare
Tan mann mein aisi koi
Pyaas jagi hain

 

Female : Pyasa ye tann hai
Pyaasa ye man hai
Tan mann ko chara millaa..

 

Female : Haa.. haa.. haa
Haa.. haa.. haa..

 

Female : Armaan dil ke
Machalne lage hain..
Jazbaat mere
Seesak ne lage hain..

 

Female : Ab kyaa kare is
Jawaani ka dilbar..
Mujboor hain pyaar
Karne lage hain..

 

Female : Shole badan ke
Bhadkaahi doge
Ab tuhi shole bujhaa..

 

Female : Haa.. haa.. haa
Haa.. haa.. haa..

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Inteqam : The Perfect Game