Ishq Sarfira Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Ishq Sarfira Song Lyrics is a track from Inteqam: The Perfect Game Hindi Film – 2004, Starring Manoj Bajpayee, Isha Koppikar, Nethra Raghuraman, Sushmita Mukherjee, Sharat Saxena and Others. This song was sung Kay Kay and Sowmya Rao. Music was composed by Anand–Milind and lyrics work penned by Jalees Sherwani and Rashid Khan.

 

Male : Ye ishq ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq ishq

 

Male : Ye ishq sarfira hota hain
Ye husn chulbula hota hain
Ye ishq sarfira hota hain
Ye husn chulbula hota hain

 

Male : Chura dil ko
Chura lejaa dil ko
Dil bhi to paagal sa hota hain

 

Female : Ye ishq sarfira hota hain
Ye husn chulbula hota hain
Ye ishq sarfira hota hain
Ye husn chulbula hota hain..

 

Female : Chura dil ko
Chura lejaa dil ko
Dil bhi to paagal sa hota hain..

 

Female : Ye ishq ishq ishq ishq

 

Male : Ye ishq ishq ishq ishq

 

Female : Husn hain aag ka rasta
Ishq garmi se jal jaayega

 

Male : Mera tan mann to jalne laga
Meri baahon mein aake samaa

 

Female : Pyaar badhta hain
Dilko samjade
Pyaar badhta hain
Dilko samjade
Dil bhi to paagal sa hota hain

 

Male : Ye ishq sarfira hota hain

 

Female : Ye husn chulbula hota hain

 

Male : Ye ishq sarfira hota hain

 

Female : Ye husn chulbula hota hain

 

Male : Pyaar karna hain
Karke bata
Khaali baaton se
Hota hain kyaa

 

Female : Pyaar mujhse jo
Karne lagas
Itana kehane mein
Jaata hain kyaa

 

Male : Mera dil bole
Tera dil bole
Mera dil bole
Tera dil bole

 

Male : Dil bhi to paagal sa hota hain

 

Female : Ye ishq sarfira hota hain

 

Male : Ye husn chulbula hota hain

 

Female : Chura dil ko
Chura lejaa dil ko

 

Male : Dil bhi to paagal sa hota hain

 

Both : Ye ishq sarfira hota hain
Ye husn chulbula hota hain

 

Female : Aaaaaa………..

 

Male : Ye ishq ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq ishq
Ye ishq ishq ishq ishq

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Inteqam : The Perfect Game