Deewana Yeh Parwana Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Deewana Yeh Parwana Song Lyrics is a track from Albela Hindi Film -1951, Starring Bhagwan Dada, Geeta Bali and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar and Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Music was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) and lyrics work penned by Rajendra Krishan.
Male : Deewana ye parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Ye deewana ye parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Male and Chorus : Deewana ye parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Male : Jaan jalaye sukh paaye
Jalne mein mazaa aaye
Jaan jalaye sukh paaye
Jalne mein mazaa aaye
Jalne ke dhang nirale
Samjhe kya duniya wale
Ishq tera afasana
Male and Chorus : Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Deewana parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Deewana ye parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Female : Parwane ke pankh jalake
Shamma bhi pachhtaye
Parwane ke pankh jalake
Shamma bhi pachhtaye
Yaad mein parwane ki
Subah tak jaan jalaye
Ho khel nahi dil ka lagana
Both and Chorus : Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Deewana parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Deewana ye parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Male : Jalne jalane mein
Kahani hain pyar ki
Female : Mitne mitaane mein
Jawani hain pyar ki
Male : Pyar mein marna
Female : Ho jeene ka bahana
Both and Chorus : Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Deewana parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana
Deewana ye parwana
Shamma pe aaya leke
Dil ka nazarana…hoi….
Hindi lyrics are not available for this song yet.