Dil Dhadke Nazar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dil Dhadke Nazar Song Lyrics is a track from Albela Hindi Film -1951, Starring Bhagwan Dada, Geeta Bali and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) and lyrics work penned by Rajendra Krishan.
Female : Dil dhadke nazar sharmaye
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
Raaton ko neend na aaye
To samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
Female : Hoo oo ooo ankhiyan dil ko sapne dekhe paagal manwa dole
Hoooo ooo meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule
Aur yaad kisi ki aaye jiya bhar aaye
To samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
Female : Chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela
Koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela
Chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela
Koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela
Tasveer si ik ban jaaye nazar na aaye
To samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
Dil dhadke nazar sharmaye
To samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
Hindi lyrics are not available for this song yet.