Dushman Ka Dada Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dushman Ka Dada Song Lyrics is a track from The Great Grand Superhero : Aliens Ka Aagman Hindi Film -2026, Starring Jackie Shroff, Shivansh Chorge, Mihir Godbole and Others. This song was sung by Amit Trivedi. Music was composed by Ajay Jayanthi and lyrics work penned by Arushi Kaushal.
Humming : ……………….
Male and Chorus : Pairon mein hai chappal purani
Tanana nana na na
Hai albeli inki kahani
Tanana tana na na tana na
Male and Chorus : Galiyon ka hai jo rakhwala
Tanana nana na na
Antariksh tak jaana waana
Tanana tana na
Male : Bas ek bhook se hi
Tufaan ka rukh badal diya khada jahan
Koyi bhi haadsah nhi
Nazar se uski bach saka
Male and Chorus : O o o
Khalnayakon ki to
Pungi bajaye wo
Solid hai banda jo
Dushman ka dada wo
Male and Chorus : Gardish ko pichhe chod
Bandish de saari tod
Udta parinda jo
Dushman ka dada wo…
Humming : ……………….
Male : Dushman ka dada wo
Male : Khwahishein has padi is tarah
Mushkilon ka nahi dar jara
Kabhi kabhi wo bhi ye sochta hoga
Par lage hai khwaab sa jo ye ho raha
Male and Chorus : O o o
Khalnayakon ki to
Pungi bajaye wo
Solid hai banda jo
Dushman ka dada wo
Male and Chorus : Gardish ko pichhe chod
Bandish de saari tod
Udta parinda jo
Dushman ka dada wo
Humming : ……………….
Male : Dushman ka dada wo
Humming : ……………….
Male : Dushman ka dada wo
Hindi lyrics are not available for this song yet.