Sun Sajna Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Sun Sajna Song Lyrics is a track from T- Series Hindi Album -2026, Starring Tanishk Bagchi and Kanchi Bhansali. This song was sung by Tanishk Bagchi. Music was composed by Tanishk Bagchi and lyrics work penned by Tanishk Bagchi.
Male : Tujhe dekha nahi main ne kal se
Kya hua hai bata to sahi
Ya khafa hai ya kisi wajah se
Tera dil na dukha ho kahin
Male : Tere bina kya hai mera
Sara ka sara main tera
Mushkil mein ye dil hai
Male : O sun sajna kya chaahu main
Jo paas hai tu kyun aahein bharun
Teri aankhon mein nami hai kyun lekin
Tujhe khush main bata haan kaise karun
Male : O sun sajna kya chaahu main
Jo paas hai tu kyun aahein bharun
Teri aankhon mein nami hai kyun lekin
Tujhe khush main bata haan kaise karun
Male : Mujhko to itna pata hi na tha
Is duniya mein koi mera hai
Jisko main sochu jise chahu main
Jise dekhun har ek jagah main
Male : Tujhe lagta hoga mujhse dar
Ke auron jaisa to nahi main
Yaqeen dilaun tujhe kis tarah
Har koi ek jaisa nahi hai
Male : Tere bina kya hai mera
Sara ka sara main tera
Mushkil mein ye dil hai
Male : O sun sajna kya chaahu main
Jo paas hai tu kyun aahein bharun
Teri aankhon mein nami hai kyun lekin
Tujhe khush main bata haan kaise karun