Jalpari Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Jalpari Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album -2026, Starring Sushmitha Gopinath, Faheem Abdullah, Huzaif Nazar and Hashim Rather. This song was sung by Faheem Abdullah and Huzaif Nazar. Music was composed by Hyder Dar and lyrics work penned by Faheem Abdullah and Huzaif Nazar.
Male : Main ek shikara tum woh jalpari
Dooba to main tumhara paar chala to hara main
Behta hua ye paani main aur ye kinara main
Mohabbat mein teri kar lete hain guzara ye
Male : Behta hua ye paani main aur ye kinara main
Mohabbat mein teri kar lete hain guzara ye
Jo chalke aayi hai bahaar hai na tu
Mere dil ka karaar hai na tu
Bujhke jalta woh khwaab hai na tu
Sunta pukaar meri sada hai na tu
Male : Chali gayi mujhse keh ke yahi
Mujhe tu bhulana nahin
Tanhaai sahi teri yaadein rahi
Par main tujhko bhula nahin
Male : Tu hai kahin na jaane kahan
Dhoonda tujhe dono jahaan
Bhula ke mujhe rula ke mujhe
Jaane kahan meri jaan
Male : Jo chalke aayi hai bahaar hai na tu
Mere dil ka karaar hai na tu
Bujhke jalta woh khwaab hai na tu
Sunta pukaar meri sada hai na tu
Hindi lyrics are not available for this song yet.