Mere Sankat Kato Prabhu Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Mere Sankat Kato Prabhu Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album -2026, Starring Varun Buddhadev, Jyoti Gauba, Deepak Daryani and Amit Srivastava. This song was sung by Ram Kumar Lakha. Music was composed by Vikyk and lyrics work penned by Manoj Muntashir.
Male : Jay ho sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Male : Jay hanuman gyan gun sagar
Laye siya sudh lanka jakar
Naath meri bhi sudh lo aakar
Jay hanuman gyan gun sagar
Tumre hote bhatku dar dar
Hath pakad lo hai parmeshwar
Male : Dagmag dole re dagmag dole mori naiya
Bhagwan hamare sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu kato
Male : Haan….raam doot dukh harne wale
Sabka mangal karne wale
Darna kya jab tum rakhwale
He bajrangi antaryami hath pe tumne srushti thami
Mere bandhan kholo swami prabhu
Male : Pinzare mein hai re pinzare mein praan chiraiya
Bhagwan hamare sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Male : Tu mujhse ho anjana
Aisa dil na dikhlana
Tu vinati na thukrana
Mein aawaz du to aa jana
Aa jana
Male : Ore param peeta ham tumri hai santan
Hamare sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Male : Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Ore sankat ke kataiya hanuman hamare
Sankat kato prabhu
Hindi lyrics are not available for this song yet.