Darmiyaan Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Darmiyaan Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album -2026, Starring Karan Varma and Shruti Chauhan. This song was sung by Nisa Shetty and Ishaan Nigam. Music was composed by Bhavya Raj and lyrics work penned by Bhavya Raj.

 

 

Male : Sun iss pal mein milun mein tumse phi zara
Female : Tum aur mein aaj phir yahan
Baithe hai hum phir bewajah

 

Male : Yun aana tumhara kya hai ye ishara
Female : Tere samne hun mein tumhe sanwar mere raha
Kuch hai hamare darmiyaan
Male : Tere samne hi hun mein tu hi samne mere yahi
Both : Kuch hai hamare darmiyaan

 

Both : Ab tu hi bata karun mein kya
O iss dil ka karun mein kya
Kyun kah ke bhi kabhi na kahan
Kuch hai hamare darmiyaan

 

Male : Ab sun bhi le tu sun bhi le
Saansein meri chale tere liye
Tere chehre se kabhi na hate najar meri
Aankhon ne aankhon se kahan

 

Both : Milna hamara haa hai ye ek ishara
Female : Tere samne hun mein tumhe samne mere raha
Kuch hai hamare darmiyaan
Male : Hmm tere samne nahi hun mein tu hi samne mere yahi
Kuch hai hamare darmiyaan

 

Both : Ab tu hi bata… ab tu hi bata
Karu mein kya …karu mein kya
O iss dil ka ….o iss dil dil ka
Karun mein kya …. karun mein kya
Kyun kah ke bhi ….kyun kah ke bhi
Kabhi na kahan ….kabhi na kahan
Kuch hai hamare darmiyaan

Song Details

Official Video

Share this song: