Chaar Log Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Chaar Log Song Lyrics is a track from Tony Kakkar Hindi Album -2026, Starring Tony Kakkar. This song was sung by Tony Kakkar. Music was composed by Tony Kakkar and lyrics work penned by Tony Kakkar.

 

 

Chorus : Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain

 

Male : Kaun duniya kaun char log jeene nahi dete
Zinda dete hain ye maar log
Char log teri baatein karte hain
Ye karte hain vyapaar log
Social media ke berozgar log

 

Male : Ek gaane ke hi piche bekarar log
Asal mudde chhod baithe bekar log
Kaun duniya kaun char log jeene nahi dete
Zinda dete hain ye maar log
Char log

 

Chorus : Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain

 

Male : Deepu chandra das ki koi baat kare
Zimmedar logon se sawalat kare
Aise dharm ke naam pe maar kaat sahi hai kya
Hindu muslim na koi jaat paat kare

 

Male : Upar wala bhi dekh raha hai ro raha hai
Uski duniya mein kya kya ho raha hai
Ashleelta ki baaton se kuch hoga nahi
Uski jaan chali gayi koi to baat karo

 

Chorus : Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain
Tu aisa hai tu waisa hai tujhse ye sab jalte hain
Wo khaali hain bekaar hain bas baatein hi karte hain

Song Details

Official Video

Share this song: