Jaana Nahi Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

 

 

Male : Hum na sunenge ek bhi teri
Bas ab aur bahana nahi
Tab-tak jab-tak main na kahun
Uthke kahi bhi jaana nahi
Tab-tak jab-tak main na kahun
Uthke kahi bhi jaana nahi

 

Male : Ye raat baaki hai
Abhi baat baaki hai
Neend tujhe aa jaaye to
Baahon mein so jaana yahin

 

Male : Tab-tak jab-tak main na kahun
Uthke kahi bhi jaana nahi
Tab-tak jab-tak main na kahun
Uthke kahi bhi jaana nahi

 

Humming : ……………..

 

Male : Aasmaan mein hai baadal thode se
Ho rahe hai hum pagal thode se
Aaj is raat mein bhigein barsaat mein
Dono ek saath mein o re piya

 

Male : Kuch mat bolo julfein kholon
Haath mein rakh do haath piya
Jara paas to aaon meri pyaas bujhaon
Kehne laga hoon aaj main jo
Jaake kisi ko bataana nahi

 

Male : Kehne laga hoon aaj main jo
Jaake kisi ko bataana nahi

 

Male : Tab-tak jab-tak main na kahun
Uthke kahi bhi jaana nahi
Tab-tak jab-tak main na kahun
Uthke kahi bhi jaana nahi

 

Male : Paas yun aake saansein kaape
Gehri aakhein fayat teri
Laage mujhko chhukar tujhko
Jaayegi haaye jaan meri

 

Male : Saw jind waarun tujhko sawaaroon
Chand utaaroon tere liye
Suna ghar hai Kiska dar hai
Hai tu yahan par mere liye
Ho jaaye aa pagal bekabun hai sagar
Rehna hai tere dil mein mujhe
Mera koyi aur thikaana nahi

 

Male : Tab-tak jab-tak main na kahun
Uthke kahi bhi jaana nahi
Tab-tak jab-tak main na kahun
Jaana nahi

Song Details

Official Video

Share this song: