Barbaad Muqaddar Ne Mere Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Barbaad Muqaddar Ne Mere Song Lyrics is a track from Wafa Hindi Film – 1950, Starring Karan Dewan, Nimmi, Yaqub, Gope, I S Johar, Gulab, Shyam and Bipin Gupta. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Vinod and lyrics work penned by Hasrat Jaipuri.

 

 

Female : Barbaad muqaddar ne mere
Barbaad muqaddar ne mere
Mujhko kiya hai
Kya meri khataa hai
Barbaad muqaddar ne mere
Mujhko kiya hai
Kya meri khataa hai

 

Female : Itni meri bhul thhi
Apna usse jaanaa
Fariyaad karen kisae huaa
Apna begana haa aa aa
Hothhon se hansi cheen lee
Ae ae ae ae ee ee
Hothhon se hansi cheen lee
Aur dard diyaa hai
Kya meri khataa hai

 

Female : Barbaad muqaddar ne mere
Mujhko kiya hai
Kya meri khataa hai

 

Female : Maayus hoon
Mazboor hoon
Laachaar karun kya
Main unki nazar
Mein hoon kazaa
Waar karun kya haa aa aa
Rone mein mazaa hai
Ae ae ae ae
Rone mein maza hai
Na tadapne mein mazaa hai
Kya meri khataa hai

 

Female : Barbaad muqaddar ne mere
Mujhko kiya hai
Kya meri khataa hai…

Song Details

Official Video

Share this song: