O Sathiya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
O Sathiya Song Lyrics is a track from Saaya Hindi Film – 2003, Starring John Abraham, Tara Sharma and Mahima Chaudhry. This song was sung Udit Narayan and Alka Yagnik. Music was composed by M. M. Kreem and lyrics work penned by Anand Bakshi.
Male : O saathiya o beliya
Dekhi hai pehli baar
Aankhon ne yeh bahaar
Rutu mast mast yeh din
Yeh waqt mausam
Ne kya jaadu kiya
Dil chura liya sathiya
Dil chura liya sathiya
Female : Dekhi hai pehli baar
Aankhon ne yeh bahaar
Rutu mast mast
Yeh din yeh waqt
Mausam ne kya jaadu kiya
Dil chura liya sathiya
Dil chura liya sathiya
Male : Dil tha pyaasa bas hamne saara
Saagar do ghunt mein pi liya
Pal do pal mein bas
Aaj hi kal mein sau
Saalon ka janam ji liya
Dekha hai pehli baar
Jivan ke aar paar
Rutu mast mast
Yeh din yeh waqt
Mausam ne kya jaadu kiya
Dil chura liya sathiya
Dil chura liya sathiya
Female : Phulon ko toh khilate dekha
Tha kaantein bhi aaj toh khil gaye
Logo ko toh milate dekha tha
Yeh dharti aasmaan mil gaye
Aaya hai pehli baar
Kismat pe aitbaar
Rutu mast mast
Yeh din yeh waqt
Mausam ne kya jaadu kiya
Dil chura liya sathiya
Dil chura liya sathiya
Male : Dekhi hai pehli baar
Aankhon ne yeh bahaar
Male & Female : Rutu mast mast
Yeh din yeh waqt
Mausam ne kya jaadu kiya
Dil chura liya sathiya
Dil chura liya sathiya
Hindi lyrics are not available for this song yet.