Humsafar Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Humsafar Song Lyrics is a track from Saiyaara Hindi Film – 2025, Starring Ahaan Panday and Aneet Padda. This song was sung by Sachet Tandon and Parampara Tandon. Music was composed by Sachet-Parampara and lyrics work penned by Irshad Kamil and Prashant Pandey.

 

Male : Meri befikri ki fikar tu
Meri saanson ka hai zikar tu
Hum humqadam se hamraah hue
Ab hamraah se hamnava huye

 

Male : Raahon pe teri main jaaun bikhar
Agar saath mere tu hai humsafar
Main na ye sochun hai jaana kidhar
Agar saath mere tu hai humsafar

 

Male : Tere hawaale hona hai maine
Ye aashiqana ishaara hua
Chupke se teri tamanna jagi
Chupke se ye dil aawaara hua
Berang hai wo jeena yahan pe kisi ka
Agar na sahaara hua

 

Male : Raahon pe teri main jaaun bikhar
Agar saath mere tu hai humsafar
Main na ye sochun hai jaana kidhar
Agar saath mere tu hai humsafar

 

Female : Ik dar dil mein dil mushqil mein
Maanu ya na maanu main teri baatein
Ik pal ye bhi lagta hai mujhko
Ye baatein chahat ki saugaatein

 

Both : Dheerе dheere tu mere lafzon mеin aaya hai
Tujhko hi to chupke se man mein laaya hai
Dheere dheere tu mere lafzon mein aaya hai
Tujhko hi to chupke se man mein laaya hai

 

Male : Raahon pe teri main jaaun bikhar
Agar saath mere tu hai humsafar
Main na ye sochun hai jaana kidhar
Agar saath mere tu hai humsafar

 

Humming : ……………

 

Female : Vaade ho sheeshe ho
Dhaage ho saansein ho
Tute bina wo yu kab tak reh lenge
Feeke ujaalon ke khwaabon khayaalon ke
Jhoothe khilono se kab tak beh lenge

 

Male : Kaise zakhmon ko bata
Marham ka milta achaanak pata
Ye maan le chahat duniya mein sabse
Behtar marham hai yaara

 

Female : Haan.. raahon pe teri main jaaun bikhar
Agar saath mere tu hai humsafar
Male : Main na ye sochun hai jaana kidhar
Agar saath mere tu hai humsafar

 

Male : Baaki abhi hai safar
Humsafar
Zara der tu saath chal de agar
Humsafar

 

Humming : ……………

Song Details

Official Video

Share this song: