Dil Na Hoga Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Na Hoga Song Lyrics is a track from Apni Dhun Hindi Album – 2024, Starring Payal Dev. This song was sung by Payal Dev, music composed by Payal Dev and lyrics written by Kunaal Verma.

 

Female : Sab tumhe de diya tumse maangi wafa
Kya kahun tumse par wo bhi na ho saka
Mera dil tod kar tum
Zamane se rishte nibhaate rehna nibhaate rehna

 

Female : Khwaab mein hi kabhi ab milna hoga
Saans toh hai bachi par dil na hoga
Khwaab mein hi kabhi ab milna hoga
Saans toh hai bachi par dil na ho…

 

Female : Par dil na hoga

 

Female : Khud se zyada mujhe tumpe aitbaar tha
Pagalon ki tarah pyaar hai pyaar tha
Khud se zyada mujhe tumpe aitbaar tha
Pagalon ki tarah pyaar hai pyaar tha

 

Female : Kis tarah khud ko hum hai sambhaale hue
Tujhko khone ka gham maut se hai bura
Mujhe na pata tha ab tu safar mein shaamil na hoga
Shaamil na hoga

 

Female : Khwaab mein hi kabhi ab milna hoga
Saans toh hai bachi par dil na hoga
Khwaab mein hi kabhi ab milna hoga
Saans toh hai bachi par dil na hoga

 

Female : Par dil na hoga

Song Details

Official Video

Share this song: