Jeena Haraam Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Jeena Haraam Song Lyrics is a track from Crakk Hindi Film – 2024, Starring Vidyut Jammwal, Nora Fatehi, Arjun Rampal and Amy Jackson. This song was sung by Vishal Mishra and Shilpa Rao, music composed by Tanishk Bagchi and lyrics written by Tanishk Bagchi.

 

 

Male : Hmm mmm….hmm …hmmm..hmm mm

 

Male : Itni mohabbat mujhse kare jo na koi
Tune oo kaam kar diya hayy
Jeena haraam kar diya

 

Male : Itni mohabbat mujhse kare jo na koi
Tune oo kaam kar diya hayy
Jeena haraam kar diya

 

Female : Maina samjhu na jane
Kaise tu mera hua
Maine dil na lagaya
Phir kyu dil tera hua
Ishq khuda ne banaya
Tujhko jahan mein mujhse milaya
Aisa mohalla banaya
Meri orr tu chala aaya

 

Male : Oo iss mein mera kya kasur
Pehle nazaron mein chur hoke
Dil tere naam kar diya hayy
Jeena haraam kar diya…

 

Male : Itni mohabbat mujhse kare jo na koi
Tune oo kaam kar diya hayy
Jeena haraam kar diya

 

Male : Oo iss mein mera kya kasur
Pehle nazaron mein chur hoke
Dil tere naam kar diya hyy
Jeena haraam kar diya…

 

Rapp : ………….

Song Details

Official Video

Share this song: