Marjaani Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Marjaani Song Lyrics is a track from Billu Barber Hindi Film – 2009, Starring Irrfan Khan, Shah Rukh Khan and Lara Dutta. This song was sung Sukhwinder Singh and Sunidhi Chauhan. Music was composed by Pritam Chakraborty and lyrics work penned by Gulzar.

 

 

Male : Ooo ooo, ooo ooo
Theek hai theek theek sab kuch theek hai
Paas hai sab kuch rab nazdeek hai, ooo ooo
Hey rab ke hazur mein kasmein bhi kha li
Duniya ki auni pauni rashmein nibha li, ooo ooo

 

Female : Phir bhi na koi to dafa kar
Mane jo mane na mane jo bhala kar
Duniya na mane kashmanu khaye
Kashmanu khaye marjaani

 

Male & Female : Haayee marjaani marjaani (x3)
(Marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani
Oye kashmanu khaye marjaani… ) x(3)
Ooo Ooo Ooo Ooo

 

Female : Haye khayal bhi jaane kya kya
Sochata rehta hai ga uff
Ki nochta rehta hai ga

 

Male : Hey tu mud ke dekha na kar
Jo sar mein soch jayegi
To paun mein moch aayegi
Female : Uth uth ke raathon mein, dard yeh pala hai
Andhi jawani mein dard ek chhala hai
Male : Dil tera na roke baliye (x2)

 

 

Male : Dil tera sansar hey ga
Lage dil ko beimaani
Male & Female : (Marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani
Oye kashmanu khaye marjaani ) (x2)
Marjaani…………..

 

Female : Haan chalo ab dur yahan se
Paahado se bhi aage woh
Jahan per subha jaage
Male : Ho bade sab kehte hain yeh
Chuno acche hum saaaye
Samjh ke jo samjhaye

 

Female : Ro ro ke raathon mein, aankhein bhi khali ki
Likh likh ke tarikhe diwar kaali ki
Male : Chup kar chup chup kar baliye
Bhage le chup chup kar chhup kar baliye
Duniya se bhage duniya mein
Duniya ko hui hairaani

 

Male & Female : (Marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani
Oye kashmanu khaye marjaani ) (x2)

 

 

Male : Ha theek hai theek theek sab kuch theek hai
Paas hai sab kuch rab nazdeek hai, ooo ooo
Rab ke hazur mein kasmein bhi kha li
Duniya ki auni pauni rashmein nibha li, ooo ooo

 

Female : Phir bhi na koi to dafa kar
Mane jo mane na mane jo bhala kar
Duniya na mane kashmanu khaye
Kashmanu khaye marjaani

 

Male & Female : (Oye marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani marjaani
Oye kashmanu khaye marjaani ) (x4)

 

 

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.