Chota Sa Fasana Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Chota Sa Fasana Song Lyrics is a track from Karwaan Hindi Film – 2018, Starring Dulquer, Salmaan, Irrfan Khan and Mithila Palkar. This song was sung by Arijit Singh. Music was composed by Anurag Saikia and lyrics work penned by Akarsh Khurana.

 

 

Male : Chota sa fasana
Kisi ko pata na
Kise kya sunana
Chal pade hain jo hum
Ab kaisa bahana
Isse hai nibhana

 

Male : Yeh safar hai naya
Kya se kya ho gaya
Aage kya hai aana
Bekhabar main yahan
Befikar hai jahan
Kise kya batana

 

Male : Ki dil mera, ho
Hai banjara, ho
Hai manzil bhi
Yeh maane na

 

Male : Khuli aakhein dekhe
Manzar naya sa hai
Dekho raahein poochhe
Manzil meri kahan hai

 

Male : Ho pata lapata
Kisi ko kya pata
Ki mujhe jana hai kahan
Iss safar ki wajah
Hai yeh farz ya saza
Yeh maine jaana hai kahan

 

Male : Ki dil mera, ho
Hai banjara, ho
Hai manzil bhi
Yeh maane na

 

Song Details

Official Video

Share this song: