LYRIC

Singer : Romy

Music by : Romy

Lyrics by : Sufi Khan

Male : Yaar tu
Kyun ishq mein bezaar tu
Hai mera intezaar tu
Hai darmiyan deewaar kyun

Male : Yaar tu
Kyun ishq mein bezaar tu
Hai mera intezaar tu
Hai darmiyan deewaar kyun

Male : Karun tujhse main yeh kaise gila
Ishq mein main kaise jala
Tu yaar mujhme aise mila
Jaise saagar mein dariya

Male : Zariya tu zariya tu
Saanson ka zariya hai tu
Zariya tu zariya tu
Saanson ka zariya hai tu

Male : Dekhein khwaabon ka
Jaagi raaton ka
Kyun hai bhool baitha re
Hisaab tu…

Male : Zariya tu hai zariya tu
Saanson ka zariya hai tu

Male : Meharma tu
Hai sukoon hai junoon
Dekhun main jidhar
Tu hi tu tu hi tu

Male : Meharma tu
Hai sukoon hai junoon
Dekhun main jidhar
Tu hi tu tu hi tu

Male : De gaya mujhe
Kaisa yeh rog tu
Aa doori mita

Male : Teri raza kya hai bata
Dil na jala yaara

Male : Karun tujhse main yeh kaise gila
Ishq mein main kaise jala
Tu yaar mujhme aise mila
Jaise saagar mein dariya…

Male : Zariya tu zariya tu
Saanson ka zariya hai tu
Zariya tu zariya tu
Saanson ka zariya hai tu

Male : Dekhein khwaabon ka
Jaagi raaton ka
Kyun hai bhool baitha re
Hisaab tu

Male : Zariya tu hai zariya tu
Saanson ka zariya hai tu….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT