LYRIC

Singer : Vijay Verma

Music by : Vijay Verma

Male : Yeh meri hai daastaan
Sunake roya aasmaan
Jindagi ne ki bewafaayi
Saanse apni huyi paraayi
Har rishta huwa fanaa

Male : Yeh meri hai daastaan
Sunake roya aasmaan
Yeh meri hai daastaan
Sunake roya aasmaan
Jindagi ne ki bewafaayi
Saanse apni huyi paraayi
Har rishta huwa fanaa
Yeh meri hai daastaan

Male : Apno se milane ko dil tarase
Suraj ki aankho se aansu barse
Chaand bhi roye raat raat bhar
Taare kare jaagkar
Kaisa aaya yeh sama
Yeh meri hai daastaan

Male : Hey hey hey aa ha
Hey hey hey oh ho

Male : Na teri khata hai na meri khata
Kismat ne di hai hamko saja
Lautkar na aayunga abb kabhi
Saare dhundenge kadmo ke nishaan

Male : Rahe aabaad yeh tera jahaan
Yeh meri hai daastaan
Jindagi ne ki bewafaayi
Saanse apni huyi paraayi
Har rishta huwa fanaa
Yeh meri hai daastaan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT