Yaar Pyaar Ho Gaya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Yaar Pyaar Ho Gaya Song Lyrics is a track from Qayamat Hindi Film – 2003, Starring Ajay Devgn, Suniel Shetty, Neha Dhupia, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar and Riya Sen. This song was sung Abhijeet, Alisha Chinoy, Aashish Chaudhary and Riya Sen. Music was composed by Nadeem- Shravan and lyrics work penned by Sameer.
Female : Rahul aaj mein ghar
Pe bilkul akeli hoon
Male : Oh dekho sheetal
Bilkul mat ghabrana
Aur khidki darwaja
Achitarah band karke sona
Aur haan ek torch
Apne paas rakhna
Female : Rahul try to understand
Mere ghar mein aaj
Koi nahi hai
Male : aah
Female : Ahhhh ahhhh ahhh
Ahhhh ahhh ahh
Taa raaa ooooo
Female : Yaar pyaar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya
Female : Yaaron pyaar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Male : Zara band karloon
Khule khidkiyon ko
Main parde gira doon sanam
Jo tere mere beech
Mein aa gayi hain
Woh doori mita doon sanam
Male : Zara band karloon
Khule khidkiyon ko
Main parde gira doon sanam
Jo tere mere beech
Mein aa gayi hain
Woh doori mita doon sanam
Female : Chamatkar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Male : Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya
Female : Yaar pyaar ho gaya
Female : Tera jism choo ke mohabbat ki
Lau se behekta hai mera badan
Sulagti hain saasen behekte hai
Armaan mehekta hai mera badan
Male : Kya khumaar ho gaya
Haan kuch to yaar ho gaya
Female : Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gaya
Male : Yaar pyaar ho gaya
Kuch to yaar ho gaya
Female : Tootke yeh badan
Baazoon mein teri
Zaro zar ho gayaaa
Female : Ahhh ahhhh ahhh
Hindi lyrics are not available for this song yet.