LYRIC

Singer : Navadha

Music by : Navadha

Lyrics by : Navadha

Male : Dialogue ….
Female : Tum main aaur yeh sama
Ho kar tum pe fidaa
Tum main aaur yeh sama
Ho kar tum pe fidaa

Female : Sochlo ki yahi hai wajah
Sochlo ki yahi hai wajah

Male : Maine kal toh dekha nahi hai
Saath teri lagta sahi hai
Tere bin ab neend na aaye
Tere sapne honge humaare

Female : Tum main aaur yeh sama
Ho kar tum pe fidaa
Sochlo ki yahi hai wajah
Sochlo ki yahi hai wajah

Female : Hothon se jo hoti nahi hai
Aankhon se woh hoti hai baatein
Har pal tere saath bittaaye
Sab din aur raat tumahare

Female : Tum main aaur yeh sama
Ho kar tum pe fidaa
Sochlo ki yahi hai wajah
Sochlo ki yahi hai wajah

Female : Mujhme bhi kamiya kai hai
Par tujko parwah nahi hai
Tu jo saath ho to kya kami hai
Tere saath hi yeh zindagi hai

Female : Tum aur tumhari ada
Ho kar tumpe fidaa
Sochlo ki yahi hai wajah
Sochlo ki yahi hai wajah

Female : Tum main aaur yeh sama
Ho kar tum pe fidaa
Sochlo ki yahi hai wajah
Haaa.aa..
Sochlo ki yahi hai wajah
Ki yahi hai wajah
Ki tumhi hai wajah


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT