LYRIC

Singers : Sonu Nigam and Ekta Kapoor

Music by : Shabbir Ahmed

Male : {Har kadam vatan mere naaz hai tera
Har kadam vatan mere naaz hai tera
Azaad mai hu aur vatan azaad hai mera
Azaad mai hu aur vatan azaad hai mera} (2)

Male : Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram

Male : {Hawayen keh rahi apno ki daastan
Aise na mila humko ye gulsitan} (2)
Sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe
Sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe
Unki ye kurbaniyan yaad hume bhi rahe
Unki ye kurbaniyan yaad hume bhi rahe
Unke jaise udne ka andaaz hai zara
Azaad mai hu aur vatan azaad hai mera
Azaad mai hu aur vatan azaad hai mera

Male : {Vande mataram} (2)

Male : Sarfaroshi ko chale hai baandh ke kafan
Dushmano ko karne unki mitti me dafan
Ab jo hamari taraf badhe koi kadam
Itihaaz se mithadenge buniyaad unki hum
Marke bhi mitne na de
Marke bhi mitne na de
Tirange ki ye shaan

Female : Hidostan tere liye dedenge apni jaan

Male : Vande mataram
Vande mataram
Sujalam sufalam mataram
Vande mataram
Vande mataram
Malayaja shitalam mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT