Tum Mere Ho (Title Track) Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tum Mere Ho (Title Track) Song Lyrics is a track from Tum Mere Ho Hindi Film-2026, Starring Shaan R Grover, Isha Malviya, Anushka Luhar, Shreas Pardiwala and Others. This song was sung by Mohammad Faiz. Music was composed by Vaibhav Pani and lyrics work penned by Rashmi Virag.
Music : ………………………..
Male : Tere ishq me barbaadiyon ka jashn manzoor hai
Such bas yahi tere aage dil mera yeh majboor hai
Tu zami pe rahe aasma me chipe
Main chala aaunga tu jahaan bhi rahe
Male : Dooriyoon me bhi paas raho
Jeene marne ka waada karo
Tum mere ho mere hi raho
Jeene marne ka waada karo
Haan waada yeh waada karo
Tum mere ho mere hi raho
Music : …………………
Male : Likha hai mere haathon me yeh k
Tu hai bana bus mere liye
Chaahe khatam ho jaaye yeh saansien
Aaunga phir se tere liye
Aaunga phir se tere liye
Male : Pehla pehla yeh ishq hai
Aakhir me bus main aur tum
Baarish khushboo aur yeh hawaa
Zarra zarra main aur tum
Male : Mere liye khuda tum hi ho
Tum mere ho mere hi raho
Haan waada yeh waada karo
Tum mere ho mere hi raho
Humming : Haaaaaaaaaaaaaaaaaa
Male : Haan waada yeh waada karo
Tum mere ho mere hi raho
Music : …………………