LYRIC

Music By : Pritam Chakraborty

Singers : KK

Male : Tujhe Sochta Hoon main shaam o subah
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya
Tere hi khayalon mein dooba raha
Iss se zyada tujhe aur chahoon toh kya

Male : Bas saare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aa…. sang hoon tere

Male : Meri dhadkano mein hi teri sada
Iss qadar tu meri rooh mein bas gaya
Teri yaadon se kab raha main judaa
Waqt se pooch le, waqt mera gawaah

Male : Bas sare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaa bhi naa le mere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aa…. sang hoon tere
Hey….

Male : Tu mera thikana, mera aashiyana
Dhale shaam jab bhi, mere paas aana
Hai baahon mein rehna, Kahin abb naa jana
Hoon mehfooz inme, bura hai zamana

Male : Bas sare gham mein jaana, sang hoon tere
Har ek mausam me jaana, sang hoon tere
Ab itne imtehaa bhi naa le mere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aaa…. sang hoon tere
Aaa aa aa…. sang hoon tere
Hey…


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT