LYRIC

Singers : KK and Shreya Ghoshal

Music by : Sajid-Wajid

Male : Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan

Male : Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan

Male : Tu jo judaa ho gayi
Teri sadaa kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haa kya se kya ho gayi

Female : Jab se bichdi hoon
Rab se kehti hoon
Kitna suna hai tera jahaan

Male : Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan

Male : Kaise kate zindagi
Maayusi bebasi
Raahen sabhi kho gayi
Roshani de roshani

Female : Main toh rehti hoon
Teri raahon mein
Bekhabar mujhko dhunde kahaan

Male : Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT