LYRIC

Singer : Aditya Narayan

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Dialogue : Jab jab tera dil dhadkega
Samajh lena maine
Tumhein yaad kiya hai
Sach yahi hai ki
Maine apni barbaad zindagi ko
Sirf teri mohabbat se
Aabaad kiya hai

Male : Main toh gumrah hua
Teri dillagi mein
Le aa raahbar
Mujhko bandagi mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui mein

Male : Main toh gumrah hua
Teri dillagi mein
Le aa rahbar
Mujhko bandagi mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui mein

Male : Bechain kitna hoon main
Tujhko khabar kahan
Tere intezaar mein bas
Ho raha hoon main fanna

Male : Sargoshiyan mere dil ki
Tadpaye har ik lamha
Tere ishq ke binaah pe
Jee raha hoon bas yahan

Male : Main toh gumrah hua
Teri dillagi mein
Le aa rahbar
Mujhko bandagi mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui mein

Male : Gehra hai jaane kitna
Teri aankhon ka samundar
Toofaan laye kitne
Yeh mere dil ke andar

Male : Khud se karun main baatein
Yaad mein teri main aksar
Pagal deewano jaisa
Phirta hoon dar badar

Male : Main toh gumrah hua
Teri dillagi mein
Le aa rahbar
Mujhko bandagi mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui mein

Male : Kar fikar tu meri
Aa bhi jaa zindagi mein
Bejhijhak doob ja
Tu meri aashiqui


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT