LYRIC

Music By : Anand Milind

Singers : Alka Yagnik & Udit Narayan

Male : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana ha
tere pyar mein dil deewana
Pagal hai iss pagal ko
Mushkil bada samjhana
Dil deewana ye dil deewana
Female : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Pagal hai iss pagal ko
Mushkil bada samjhana
Dil deewana ye dil deewana
Male : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Female : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana

Male : Mujhako to bha gayi husna ki saadagi
Mujhako to bha gayi husna ki saadagi
Female : Main bhi karti rahi ishq ki bandagi
Male : Chain aata hai dilruba teri surat ko dekh kar
Female : Tere khwaabon mein kho gayi
Ho gayi main to bekhabar
Male : Kuchh bhi ho meri nazaron se
Ab door kahi naa jana
Dil deewana dil hai deewana
Female : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Male : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana

Female : Haath chhodu naa main apane dildaar ka
Haath chhodu naa main apane dildaar ka
Male : Mushkilon se mila mauka deedar kaa
Female : Bekhudi jo sataye to
Bekaraari se kaam loon
Male : Tere hoton ko choom loon
Aaja baahon mein thaam loon
Female : Aake gale lagale kehta hai
Mausam mastana
Dil deewana dil hai deewana
Male : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Female : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Male : Pagal hai iss pagal ko
Mushkil bada samjhana
Dil deewana hai dil deewana
Female : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana
Male : Tere pyar mein dil deewana hai
Tere pyar mein dil deewana.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT