LYRIC

Singer : Altaaf Sayyed

Music by : Ankur Ojha

Lyrics by : Ankur Ojha and Atiya Sayyed

Male : Din beeta ek pal mein
Baatein adhuri reh gayi
Lamhon ki khwahish bhi
Humse juda ho gayi

Male : Main tere sath hoon
Tu mere sath nahin
Par akela main zinda raha
Teri yaad mein
Teri yaad mein
Teri yaad mein

Male : Mukhatib hua hai dil
Tere pyaar se
Ki ubhra nahin hoon main
Gam ae yaar se

Male : Jab usko afsos nahin
To mujhko kyun hone laga
Jab usko afsos nahin
To mujhko kyun hone laga

Male : Jab usko afsos nahin
To mujhko kyun hone laga
Jab usko afsos nahin
To mujhko kyun hone laga

Male : Main tere sath hoon
Tu mere sath nahin
Par akela main zinda raha
Teri yaad mein
Teri yaad mein
Teri yaad mein

Male : Mukhatib hua hai dil
Tere pyaar se
Ki ubhra nahin hoon main
Gam ae yaar se

Male : O kaisa hoon main
Kis haal mein
Ab tujhko parwah nahin
Shayad tera ye dil bhi
Ab mujhpe meherbaan nahin

Male : O kaisa hoon main
Kis haal mein
Ab tujhko parwah nahin
Shayad tera ye dil bhi
Ab mujhpe meherbaan nahin

Male : Main tere sath hoon
Tu mere sath nahin
Par akela main zinda raha
Teri yaad mein
Teri yaad mein
Teri yaad mein

Male : Mukhatib hua hai dil
Tere pyaar se
Ki ubhra nahin hoon main
Gam ae yaar se

Male : Mukhatib hua hai dil
Tere pyaar se
Ki ubhra nahin hoon main
Gam ae yaar se


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT