Tera Yaar Hoon Main (Title Track) Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tera Yaar Hoon Main (Title Track) Song Lyrics is a track from Tera Yaar Hoon Main Hindi Film-2026, Starring Aman Indra Kumar, Akanksha S, Paresh Rawal, Supriya Pilgaonkar and Others. This song was sung by Sachet Tandon and Payal Dev. Music was composed by Payal Dev and Aditya Dev and lyrics work penned by Kunaal Vermaa.
Maine har ek sajde mein
Fark nahi ab koi bhi
Tere aur uske darze mein
Mere sath jahan ek baar hai tu
Tere sath wahan sau baar hoon mainMale : Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Male : Tu dil ki raza hai to
Is haar hoon main
Tu milne ka wada
Intezaar hoon main
Male : Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Male : Chahna hai tujhko aakhri kadam tak
Tera banke jeena hai mujhe marte dam tak
Tu jo mila hai mujhko meri khushnaseebi
Jeete jee yun milti hai kahan sabko jannat
Male : Zindagi ki haseen
Bhi luta ke agar
Tere gham bhi mile to
Khareedar hoon main
Male : Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Male : Tu dil ki raza hai to
Is haar hoon main
Tu milne ka wada
Intezaar hoon main
Male : Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera pyaar hoon main
Music : …………………
Humming : ……………….
Hindi lyrics are not available for this song yet.