Maine Dil Tujhko Diya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Maine Dil Tujhko Diya Song Lyrics is a track from Tera Yaar Hoon Main Hindi Film-2026, Starring Aman Indra Kumar, Akanksha S, Paresh Rawal, Supriya Pilgaonkar and Others. This song was sung by Nakash Aziz. Music was composed by Sanjeev-Darshan and lyrics work penned by I Kumar.
Male : O meri jaan mujhko pyar hua
Jab se tera ye deedar hua
Deere nazar dil ke paar hua
Confusion ye baar baar hua
Male : Maine dil tujhko diya
Accha kiya bura kiya
Maine pyar tujhse kiya
Accha kiya bura kiya
Male : Maine dil tujhko diya
Accha kiya bura kiya
Maine pyar tujhse kiya
Accha kiya bura kiya
Male : Aaj pachtaun to kya
Sooli chad jaun to kya
Haye mar jaun to kya
Jaana tu batana
Male : Maine dil tujhko diya
Accha kiya bura kiya
Maine pyar tujhse kiya
Accha kiya bura kiya
Music : …………………………
Male : Main bhi yahi tu bhi yahi
Phir bhi kyun lagta tu paas nahi
Kya hai galat kya hai sahi
Bheje mein apun ke ghusta nahi
Male : Kuch to keh dena
Yun na chup rehna
Puchta hai ye tera piya
Mere is pyar ne to
Haye mujhe maar diya
Male : Maine dil tujhko diya
Accha kiya bura kiya
Maine pyar tujhse kiya
Accha kiya bura kiya
Male : …………………………..
Male : Kya tu mera ho jayega
Ya phir mujhe yun hi tadpayega
Jab main gaya tujhe chod kar
Ho jaane ja tu bhi pachtayega
Male : Le le mera dil de de tera dil
Ismein kya mushkil zaalima
Tu ne to jeete ji hai
Haye mujhe maar diya
Male : Maine dil tujhko diya
Accha kiya bura kiya
Maine pyar tujhse kiya
Accha kiya bura kiya
Accha kiya bura kiya
Accha kiya bura kiya
Accha kiya bura kiya