LYRIC

Music By : Sachin – Jigar

Singers : Priya Saraiya, Divya Kumar

Female : Ho.. sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan
Rang jaaun, rang rang jaaun ri, haari main

Female : Tujhpe main jhar jhar jhar jaaun
Hoon piya bas teri main
Ho chhu le toh khari main
Male : (Toh khari main khari main…)

Female : Ho.. sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan

Female : Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun re
Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun ri

Male : Tar jaaun tar tar jaaun
Dariya ye tar jaaun jee
Ishq ye paake main tera
Nikhar jaaun ri…

Female : Piya bas teri main
Ho.. chhu le toh khari main
Male : toh khari main khari main…

Female : Ho.. sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT