LYRIC

Singer : Kunal Ganjawala

Music by : Roop Kumar Rathod

Male : Hey eyyy eyy eyyy….

Male : So jaaoon main
Tum agar mere khwaabon mein aaon
Mere khwaabon mein aaon
So jaaoon main
Tum agar meri yaadon mein aaon
Meri yaadon mein aaon
Jaagi nazar mein soyi nazar mein
Har pal sanam tum jhilmilaaon

Male : So jaaoon main
Tum agar mere khwaabon mein aaon
Mere khwaabon mein aaon
So jaaoon main
Tum agar meri yaadon mein aaon
Meri yaadon mein aaon

Male : Meri khushi mein shaamil raho tum
Iss zindagi mein shaamil raho tumn
Yun toh hai laakhon armaan dil mein
Mehfil mein jaan-e-mehfil raho tum
Hothon pe mere shaam savere
Yun sanam tum muskuraaon

Male : So jaaoon main
Tum agar mere khwaabon mein aaon
Mere khwaabon mein aaon
So jaaoon main
Tum agar meri yaadon mein aaon
Meri yaadon mein aaon

Male : Banke sitara aankhon mein chamko
In aati jaati saanson mein mehko
Bas jaaon aake tum meri jaan mein
Dil banke mere seene mein dhadko
Tum mujhko chaho baas mujhko chaho
Saare jahaan ko bhul jaaon

Male : So jaaoon main
Tum agar mere khwaabon mein aaon
Mere khwaabon mein aaon
So jaaoon main
Tum agar meri yaadon mein aaon
Meri yaadon mein aaon
Jaagi nazar mein soyi nazar mein
Har pal sanam tum jhilmilaaon

Male : So jaaoon main
Tum agar mere khwaabon mein aaon
Mere khwaabon mein aaon
So jaaoon main
Tum agar meri yaadon mein aaon
Meri yaadon mein aaon
Mere khwaabon mein aaon
Meri yaadon mein aaon
Hmm mm mm mm mm mm…..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT