LYRIC

 Singer : Shalmali Kholgade

Music by : Sajid–Wajid

Female : Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai
Main mehak rahi hoon
Jheeni hai bheeni hai khushboo teri hai
Main mehak rahi hoon

Female : Khatti hai meethi hai boliyan teri hain
Main chehak rahi hoon
Tu chahat purani
Shararat nayi hai
Yaqeen toh dila de
Tu hai ya nahi hai
Aaye haaye.. zubaan bhi phisalne lagi

Female : Hui hui main toh hui shayarana hui
Hui hui main toh hui shayarana hui
Gungunane lagi aashiqana hui
Hui hui main toh hui shayarana hui
O.. aa.. shayarana hui

Female : Main shayarana shayarana shayarana hui
Chaand chhal ke chal diya hai
Din mein hi nikal liya hai
Khwaab tod laya hai mere liye naye
Aage peechhe baahein kheenche
Ud rahi hain yeh hawaayein
Raahein dhoondh laayi hain
Mere liye nayi

Female : Shayarana shayarana
Ho gayi main shayarana
Shayarana shayarana sha ra ra ra shayarana..

Female : Tu hasrat puraani
Tu aadat nayi hai
Yaqeen to dila de
Tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi

Female : Hui hui main toh
Hui shayarana hui
Hui hui main toh
Hui shayarana hui
Gungunaane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Oo..wo.. shayarana hui

Female : Pa para ra para ra ra
Pa pa pa para aa yee..
Pa ra ra ra..

Female : Kahein jo sakhiyan
Sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani

Female : Han kahein jo sakhiyan
Sune jo takiyaan
Tu hai wo kahaani
Daudi jo nas mein
Rahe na bas mein
Tu hai woh ravaani

Female : Main jis pe fidaa hoon
Ada ban gaya tu
Jo sach ho gayi woh
Dua ban gaya tu
Ki haaye zubaan bhi phisalne lage

Female : Hui hui main toh
Hui shayarana hui
Hui hui main toh
Hui shayarana hui
Shayarana o o shayarana o..

Female : O shayarana shayarana shayarana
Shayarana na na na na shana na na..
Shayrana hui yeah yeah..
Shayrana hui
Shayrana hui


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT