Shaam Shaandaar Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Shaam Shaandaar Song Lyrics is a track from Shaandaar Hindi Film – 2015, Starring Shahid Kapoor and Alia Bhatt. This song was sung by Amit Trivedi. Music was composed by Amit Trivedi and lyrics work penned by Amitabh Bhattacharya.

 

 

Male : Sar jhuka ke kar salaam hai shaam shaandaar
Aasmaan se aa giri hai shaam shaandaar

 

Male : Chak de andhera
Chaand jala de, bulb bana ke..
Fikr na kariyo
Karna bhi kya hai, bijli bacha ke..
Sar-e-aam pila khushi ke jaam shaandaar
Aasmaan se aa giri yeh shaam shaandaar

 

Male : Jazbaat ke chillar ko note bana ke
Mehandi raat pe khulke luta
Chingaariyon ko visphot bana ke
Aiyyashi ke tu rocket chhuda
Kaisa darr, tu kar guzar ye kaam shaandaar
Aasmaan se aa giri yeh shaam shaandaar

 

Male : Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar

Song Details

Share this song: