LYRIC

Singer : Sawai Bhatt

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Male : Meri har saans har
Waqt tera hi naam leti hai
Kambhakt sirf
Tu hi mere dil mein rehti hai

Male : Meri taqdeer ka aaina
Tujhse hi ae mere humsafar
Rabb se hai yeh guzarish meri
Tujhko lag jaye meri umar

Male : Jab tak sanseinn chalengi
Tujhko chahunga yaar
Mar bhi gaya toh bhi tujhe
Karunga main pyar
Mar bhi gaya toh bhi tujhe
Karunga main pyar

Male : Jab tak sanseinn chalengi
Tujhko chahunga yaar
Mar bhi gaya toh bhi tujhe
Karunga main pyar
Mar bhi gaya toh bhi tujhe
Karunga main pyar

Male : Tujhse laagi hai aise lagan
Birha mein jal rha hai yeh mann
Main adhura hoon tere bina
Jaise dil ke bina dhadkan

Male : Jab tak sanseinn chalengi
Tujhko chahunga yaar
Mar bhi gaya toh bhi tujhe
Karunga main pyar
Mar bhi gaya toh bhi tujhe
Karunga main pyar


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT