LYRIC

Singers : Shreya Ghoshal and Sonu Nigam

Music by : Anand Raj Anand

Female : Sajan ghar aana tha

Sajan ghar aaye hai
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye hai
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do gam
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman

Male : Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai
Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye tum
Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do gam
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman

Male : Zindagi mein aaye tum chaahaton ke raste
Oh zindagi mein aaye tum chaahaton ke raste
Kaash yeh raste sanam kat jaaye haste haste
Sone dildara tere pyar to main vaariyaan
Meri ya duvaawa tainu lag jaave saariyaan

Female : Chaand ho tum
Chaandani se bheega jaaye mann
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman

Female : Khwaabon ke iss ghar ki khair kare o rabba
Khwaabon ke iss ghar ki khair kare o rabba
Dur talai kalash aur bair kare o rabba
Naaz se bade maine kari hai tayyariya
Din raat pyar diya nazara utaariya
Yeh mohabbat hai ibaadat kabhi ho na kam
Jaaneman jaaneman
Jaaneman jaaneman

Male : Aaghosh mein meri zulf sanwari teri
Chahat ke rangon se main maang saja du teri
Female : Maahiya ve aaj mainu aaive kyon ve lagda
Aashiq je sachha hove roop honda rab ka

Male : Ham yahaan hai tum yahaan ho hone do milan
Jaaneman jaaneman
Female : Jaaneman jaaneman…..
Hmm mm mm mm mmm
Jaaneman jaaneman…..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT