Roya Na Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Roya Na Song Lyrics is a track from Haunted 3D : Echoes Of The Past Hindi Film -2026, Starring Mahakshay Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Praneet Bhatt and Others. This song was sung by Puneet Dixit. Music was composed by Shubhdeep Singh and lyrics work penned by Puneet Dixit and Sandeep Singh.
Male : Jinke liye huye
Hum dar-ba-dar
Unko hui nahi
Iski khabar
Male : Har ek pal rahe
Bechainiyaan
Tanhaiyaan rahein
Ab raat bhar
Male : Us rab ka is jag ka
Kuch bhi kubool na
Hai mushkil un beete
Lamhon ko bhoolna
Male : Is ishq mein paagal dil ne
Kya kya khoya na
Koi din aisa na guzra
Jis din ye roya na
Male : Is ishq mein paagal dil ne
Kya kya khoya na
Koi din aisa na guzra
Jis din ye roya na
Male : Humming….
Male : Har jagah
Andhera hi mujhko hai pakde
Andheron mein
Roz thoda sa main kho raha hoon
Male : Har ghadi
Bas bechainiyaan mujhko jakde
Tere bina
Main paagal sa kyun ho raha hoon
Male : Us rab ka is jag ka
Kuch bhi kubool na
Hai mushkil un beete
Lamhon ko bhoolna
Male : Is ishq mein paagal dil ne
Kya kya khoya na
Koi din aisa na guzra
Jis din ye roya na
Male : Is ishq mein paagal dil ne
Kya kya khoya na
Koi din aisa na guzra
Jis din ye roya na
Male : Humming….
Hindi lyrics are not available for this song yet.