LYRIC

Singer : Yasser Desai

Music by : Gourov Dasgupta

Male : Yaara mujhe tu aise aa mila
Jaise kaafir ko milta hai khuda
Karun lakh baari tera shukriya
Bin maange toone itna de diya

Male : Mera safeena oh paar laga de
Ya tu mita de
Ya tu bana de koyi zariya

Male : Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Main bandeya jaaun rangeya
Main bandeya jaaun rangeya
Be-parwah kar jaaye dariya

Male : Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya

Male : Chehron ki bheed mein
Tu pasand aa gaya
Meri nazar mein teri
Tasveer rehti hai

Male : Hua main ameer paake
Teri dildariyan
Sunn yeh mere khwabon ki
Taabeer kehti hai

Male : Hona kabhi tu mujhse juda na
Chahe khudaya
Chahe khafa ho saari duniya

Male : Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya

Male : Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya

Male : Rang dariya rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya..aa…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT